To sign my guestbook, you need to signin first. | |
Sneha1827 Guestbook![]() Na Chupana Koi Baat DiL Main Ho Agar, Rakhna Thorra Bharosa Hum Par, Hum Nibhaye Ge Dosti Ka Rishta Iss Qadar, Ke Bhulane Par Bhi Na Bhula Pao Ge Zindagi Bhar.. ![]() Tha Main Neend me Aur Mujhe Itna Sajaya ja Raha tha ![]() Bade hi Pyaar se Mujhe Nehlaaya Ja raha Tha ![]() Na jane tha wo kounsa ajab khail mere Ghar me, ![]() Baccho ki tarah mujhe Kaandhe pe uthaya ja raha tha, ![]() Tha paas Mere mera Har Apna us waqt, ![]() Phir bhi mai har kisi k muh se bulaya Ja raha tha, ![]() Jo kabhi daikhte bhi na the Muhabbat ki Nigah se, ![]() Un k dil se bhi pyaar mujh pe lutaya ja raha tha, ![]() Maloom nahi hairan tha har koi mujhe sote hue Daikh kar, ![]() Zor zor se ro kar Mujhe hasaya Ja raha tha, ![]() Kaanp uthi meri Rooh mera wo makan Daikh kar, ![]() Pata chala Jab mujhe Dafnaya Ja raha tha, ![]() Ro pada phir main bhi mera wo Manzar daikh kar, ![]() Jahan mujhe hamesha k liye SulayaJa raha tha, ![]() Muhabbat ki inteha thi jin dilo me mere liye, ![]() Usi ghar se Aaj main aik pal me bhulaya Ja raha tha, ![]() Tha Main Neend me Aur Mujhe Itna Sajaya ja Raha tha ![]() Bade hi Pyaar se Mujhe Nehlaaya Ja raha Tha ![]() {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} {Image} ![]() Eyes speak more when a heart starts listening to someone silently... And life becomes more exciting when someone reads your eyes silently... Friends Like U ![]() "Distance never separates any relation, Time never build any relation, If feelings r true from heart, then frndz r always forever...! ![]() Haste rahen aap hazaron ke beech mein, Jaise haste hein phool baharon ke beech mein, Roshan ho aap duniya mein iss tarah, Jaise hota hai chand sitaron ke beech mein… ![]() Bichadte hue Yaad aa jaynge Khud sone se phele Ek Khawab de jaynge aapko Gila he Hum baat nahi karte Sanso k Rukne se phale jawab de jaynge | |