To sign my guestbook, you need to signin first. | |
RiyaSharma7 GuestbookSardar69 (12 years ago) FRIENDS!! who are they? the ones who hold your hand in a crowd,which is against you. the ones who tap your back,when you are wrong. the ones who do everything for you,but then refuses to take thanks. the ones who message you,saying ooye reply to kar. the ones who make you smile and stop you tears n if you dont he\she’ll slap you hard and will say idiot roya mat kar mere samne send this to all ur friends,even to those who arenot in touch or who are far away from u. Rohit9959 (12 years ago) Dil tu dhadkana band kar, jab jab to dhadkata hai unki yaad aatihai, Wo to khush hogi apni dunia me, Jaan to pal pal hamari hi jati hai.. garry131 (12 years ago) True friends are rare to find True friends are always very kind. True friends are ornaments so beautiful. True friends always make us cheerful.True friends are the work of perfection.True friends give us right direction. True friends always shine like moon.True friends are the greatest boon Share. Rohit9959 (12 years ago) Waqt Aur Khushi Tere Gulam Honge, Har Pal Aur Pehlu Tere Hi Naam Honge, Jara Mud Kar Dekhna Mere Dost, Tere Har Kadam Ke Neeche Mere Haatho Ke Nishan Honge…. Ali32656 (12 years ago) Tha Main Neend me Aur Mujhe Itna Sajaya ja Raha tha Bade hi Pyaar se Mujhe Nehlaaya Ja raha Tha Na jane tha wo kounsa ajab khail mere Ghar me, Baccho ki tarah mujhe Kaandhe pe uthaya ja raha tha, Tha paas Mere mera Har Apna us waqt, Phir bhi mai har kisi k muh se bulaya Ja raha tha, Jo kabhi daikhte bhi na the Muhabbat ki Nigah se, Un k dil se bhi pyaar mujh pe lutaya ja raha tha, Maloom nahi hairan tha har koi mujhe sote hue Daikh kar, Zor zor se ro kar Mujhe hasaya Ja raha tha, Kaanp uthi meri Rooh mera wo makan Daikh kar, Pata chala Jab mujhe Dafnaya Ja raha tha, Ro pada phir main bhi mera wo Manzar daikh kar, Jahan mujhe hamesha k liye SulayaJa raha tha, Muhabbat ki inteha thi jin dilo me mere liye, Usi ghar se Aaj main aik pal me bhulaya Ja raha tha, Tha Main Neend me Aur Mujhe Itna Sajaya ja Raha tha Bade hi Pyaar se Mujhe Nehlaaya Ja raha Tha | |