To sign my guestbook, you need to signin first. | |
Zara84030 Guestbook![]() Agar hum na hote to ghazal kaun kehta, Aap ke chehre ko kamal ko kehta, Yeh to karishma hai mohabbat ka, Varna pathro ko tajmahal kaun kehta.. ![]() Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna! ![]() {Image} My love listen to my voice {Image} whispering,listen to my heart {Image} yearning for you,look inside my {Image} heart it is you {Image} I need to blossom up My day love You.. !l {Image} ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() Teri Tasweer Meri Ankhon Main Basee Kyun Hai?.Jidhar Dekho Bas Udhar Tu Hi Kyun HaiTeri Yadoon Se Wabasta Meri Takdeer Hai Lekin,Tujhe Naa Paakar Meri Takdeer Roothi Kyun Hai...? Mujhko Hai Khabar Namumkin Hai Tujhe Haasil Karna,Phir Bhi Yeh Intezaar, Yeh Bekarari Kyun Hai? ![]() Uss khuda ke hatoon ka jadu ho tum Din mai chamakta sitara ho tum Raat mai chandni jaisi roshni ho tum Mere dil main basi ek shayri ho tum ![]() Ye Zindagi tab haseen hoti h, chahne se jab har dua kabool hoti h kehne ko to sab apne h Par kaash koi aisa ho jo ye kahe "Tere dard se mujhe taqlif hoti h'' ![]() Main Bahar Khada Barish Me Un Haseen Lamho Ko Yaad Karta Hu, Pani Ki Tapakti Bundo K Beech Unhi Yaado Me Phir Kho Jana Chahta Hu, Kbhi Haste The Sath Kbhi Lada Krte The, Aaj Unhi Dosto K Sath Ek Pal Bitane KoTarasta Hu, Ek Pyari Si Muskurahat Hontho Par Aati Hai Or Ye Aankhe Nam Ho Jati Hai Jab Un Yaado Ko Sametane Ki KoshishKarta Hu To Tham Sa Jata Hu Shayad Hm Apne Lakshya Ko Pane Me Itna Kho Gye Hai Khud Ko Bada Samajh Dost Ka Haal Tak Puchna Bhul Gye Hai Or Aaj Is Baat Ka Afsos Mana Raha Hu Barish Me Khade Hokr Khud Ko Kam Or Aankho Ko Zyada Bhigo Raha Hu… ![]() Waqt Aur Khushi Tere Gulam Honge, Har Pal Aur Pehlu Tere Hi Naam Honge, Jara Mud Kar Dekhna Mere Dost, Tere Har Kadam Ke Neeche Mere Haatho Ke Nishan Honge…. ![]() Karke Dosti Tujhse, Hum Nahi Bhulenge Kabhi, Nibhake Dosti Tujhse, Hum Nahi Bichhadenge Kabhi, Tujhe Pasand Nahi To Yahi Sahi, Ab Duja Koi Dost Na Banayenge Hum Kabhi… Røhít, | |