To sign my guestbook, you need to signin first. | |
Myfriend3050 Guestbook![]() Hi i want to be yor frnd. Request hai yar refuse mat karna frndship ke bulb ko fuse mat karna. ![]() bhool kar bhi kabhi ye na samazna,ki aansu bahakar une aata nahi hume estamal karana,Hum itane kayar nahi hai,ki aansuoko banaye hatiyaar apana | Woh to takad hai humari humane nahi sikha unake samane zukana | Unako bahane se hume mushkil nahi hoti,ouro ke samane khushi ka dikhawa karate samay hume jyaada takalif nahi hoti | aap kya jaane dil ke dard ko dabakar khush rahena our jeena,Agar ye hote na aansu to mushkil ho jaata humara jeena |. ![]() Hasaychya aadhi mala sarav karawa lagato,manavaracha ghaw dabun dharawa lagato. ![]() Har bar koshish yahi rehati hain|mere aansu naa dikhe kisiko,Ab ye aankhe dhoka dene lagi hai,na chahate huye bhi girati hai aansuoko,bahout Beimaan meri ye aankhe hui hai| ![]() kaise kahe zindagi hume kaisi sazaa deti hain, samazte hai jise aapana, wahi daga deta hai banake begana. ![]() Didi Ali aapko jaan se bhi jyada chahta hai aur aap se naraj hone ka to sawal hi nahi uthta! | |